Youtube se paise kaise kamayen puri jankari | How to earn from youtube channel in 2020 step by step guide
Agrr aap bhi meri tarah new youtuber h ya apna channel shru krne wale h toh ye blog aapke liye boht hi helpful hone wala h.
Aaj hm baat krenge ki aap youtube se kaise paise kama sakte ho .
Toh youtube se paise kamana kafii aasan hai par iske liye aapko ache content ki jarurat hoti hai.
Jab aap apna youtube channel shru krte ho or fir jaise hi aapke channel pe 1k subscribers and 4000 watch time hours complete hojaenge fir aapko monitisation allow krne ka option mil jata hai.
Monitisation activate krne k baad aapke channel pe ads aani shru hojaengi and jaise jaise aapka channel grow krega and views jyada hone lgenge toh jaise jaise views jyada honge vasee hi ads aapke channel pe jyada show hongi and jitni jyada ads aapke channel pe aaengi or ye jitni show hoti h us hisab aapko paise milte h jo ki dollar ki currency me hote hai.
Paise aane k baad ye har mahine ki 12 tarikh ko aapko google adsense linked account me jmaa hote rhte h whaa se aap isko apne bank account me transfer kr skte hai first time k liye aapko minimum 100$ ki jarurat hoti h payout krne k liye.
And ads k sath sath jaise jaise aapko channel grow krta h toh aap slonsorships se bhi paise kama skte hai and jitne jyada aapke subscribers and views hote hai us hisaab se sponsoror aapko pay krta hai.
Sponsorships k alava aap aapke products or membership ko sell krke bhi paise kama skte hai.
Iske alaavaaa bhi kafiii tariko se aap youtube se paise kama skte ho.
Agr aap ko mere dvara di gyi information useful lage sahi lage toh blog ko share jarur karien and mere blogger account or youtube channel ko subscribe karien.
Thank you
Ashish Yadav
Subscribe my Youtube Channel - Earners Track
Comments
Post a Comment